This song is sung by Rahat Fateh Ali Khan. Music is composed by Vishal Shekhar. Lyrics is written by Irshad Kamil. Music company is YRF.
JAG GHOOMEYA
O...
Na wo akhiyan ruhani kahi
Na wo chehra nurani kahi
kahi dil wali batein bhi na
Na wo sajri jawani kahi
Jag ghoomeya thare jaisa na koi ...
Na toh hansna rumani kahi
Na toh khushbu suhani kahi
Na woh rangli adayein dekhin
Na woh pyari si nadani kahi
Jaisi tu hai waisi rehna
Jag ghumeya thare jaisa na koi...
Baarishon ke mausamon ki bheegi hariyali tu
Sardiyon mein galon pe jo aati hai wo lali tu
Raton ka sukoon
Raton ka sukoon bhi hai
Subah ki azan hai
Chahaton ki chadaron mein maine hain sambhali tu...
kahi agg jaisi jalti hai
Bane barkha ka pani kahi
Kabhi mann jana chupke se
Yun hi apni chalani kahi
Jaisi tu hai waisi rehna
Jag ghumeya thare jaisa na koi ...
Apne nasebon mein yaa
Hausle ki baaton mein
Sukhon aur dukhon wali
Sari saugaton mein
Sang tujhe rakhna hai
Sang tujhe rakhna hai Tune sang rehna...
Meri duniya mein bhi
Mere jajbaton mein
Teri milti nishani kahi
Jo hai sabko dikhani kahi
Tu toh janti hai marke bhi
Mujhe aati hai nibhani kahi
Woh hi karna jo hai kehna
Jag ghumeya thare jaisa na koi...
JAG GHOOMEYA
O...
Na wo akhiyan ruhani kahi
Na wo chehra nurani kahi
kahi dil wali batein bhi na
Na wo sajri jawani kahi
Jag ghoomeya thare jaisa na koi ...
Na toh hansna rumani kahi
Na toh khushbu suhani kahi
Na woh rangli adayein dekhin
Na woh pyari si nadani kahi
Jaisi tu hai waisi rehna
Jag ghumeya thare jaisa na koi...
Baarishon ke mausamon ki bheegi hariyali tu
Sardiyon mein galon pe jo aati hai wo lali tu
Raton ka sukoon
Raton ka sukoon bhi hai
Subah ki azan hai
Chahaton ki chadaron mein maine hain sambhali tu...
kahi agg jaisi jalti hai
Bane barkha ka pani kahi
Kabhi mann jana chupke se
Yun hi apni chalani kahi
Jaisi tu hai waisi rehna
Jag ghumeya thare jaisa na koi ...
Apne nasebon mein yaa
Hausle ki baaton mein
Sukhon aur dukhon wali
Sari saugaton mein
Sang tujhe rakhna hai
Sang tujhe rakhna hai Tune sang rehna...
Meri duniya mein bhi
Mere jajbaton mein
Teri milti nishani kahi
Jo hai sabko dikhani kahi
Tu toh janti hai marke bhi
Mujhe aati hai nibhani kahi
Woh hi karna jo hai kehna
Jag ghumeya thare jaisa na koi...
No comments:
Post a Comment